Naatein
Ekbar Jannat ne Dharti se pucha,"Ae Dharti, tere saath mera naata kya hai?"
Dharti muskura kar kehti, "maut ki naata hai"
Jannat dobara puchi Dharti se, "yeh kaisa naata hai?"
Dharti dobara muskura ke kahi, "tu maut ke baad hi naseeb hoti hai,
Aur mujhme log jeene ki tamanna nahin rakhte hai"
Humare rishton ke saath bhi kuch aisa hi naatein hai janaab.
Dank sabse zyada apne hi marte hai fir bhi inse naatein nahin tut-te hai.
Comments
Post a Comment